Youtube First Payment 2020 | Youtube First Payment Process Hindi

Youtube First Payment 2020 | Youtube First Payment Process Hindi??

Doston Aaj ham baat karne Wale Hain, YouTube first payment ke bare mein. aaj main aapko bataunga ki meri YouTube ki first payment kitni I. aur, ismein kitna time Laga, Jaise ki aap ko pata hai ki maine apne YouTube channel per ek Puri series chala rakhi hai.

Youtube series For Bigener A2Z Setting and Earn Money?

jismein main aapko ek YouTube channel banane se lekar har ek chhoti se chhoti setting ke bare mein aur badi se badi setting ke bare mein aur YouTube channel banane se lekar use se Paise kamane Tak ka full process main aapko bata raha hun.

aur yah usi series ka aaj last part hai. kyunki YouTube se hamari first payment a chuki hai, to guy,s YouTube first payment meri kitni I hai, vah To main aapko bataunga live proof main aapko dikhaunga. lekin, usse pahle aapko yah Janna jaruri hai ki YouTube first payment aane mein kya kya problems hoti hai. aur, aapka first payment kaise aapke Bank mein aata hai.

vaise to maine apne YouTube channel par aapko Bata diya hai ki YouTube first payment kaise aati hai. Lekin, yahan per bhi main aapko thoda detail mein Bata deta hun. to guy’s pichli series video mein aapane sikha tha ki aap bank detail adsence mein kaise add Karte hai bank detail humne add kar li thi YouTube channel per aapko vah videos mil jaenge ab bank detail add karne ke bad mein.

AdSense Payment Release?

Ab Hamari Jo YouTube se first payment aane wali hai, Bus vah hamare Bank main transfer kar di jayegi kaise hogi. absence Mein Jo Bhi hamare dollars add rahte hain AdSense hamare dollars ko release Karta hai hamari payment ko release Karta hai 21 date ko aur yah 21 date kisi bhi month ki ho sakti hai jo bhi month ka aapka payment aana hai 21 date ko aapke dollars yani aapki payment ko release Karta hai AdSense.

Receive Mail Adsense Payment?

aur Jaise hi adsense payment release Karta hai vah aapko ek Mail kar deta hai ki humne aapki payment ko release kar diya hai yani aapke Bank mein transfer kar diya hai aur usi mail mein aapko ko aapke adsence ki publisher id aur aur aapko bataya jata hai ki ismein aapki payment mein aapki Bank mein transfer hone Tak kitna time lag sakta hai.

Youtube First Payment 2020 | Youtube First Payment Process Hindi

5 business days ka time lagta hai Jaise hi adsence ne 21 date ko transfer Kiya uske bad 5 business days mein vah aapke Bank mein transfer kar di jaati hai Bina kisi rukawat ke payment mein koi problem nahin Hoti hai agar aap Sahi Sahi address dalte ho Yani aap apni payment detail ko sahi se fill Karte Ho.

vaise to main aapko ache se samjha Diya hai is Puri series mein kaise kaise aapko kam karna hai aur finally Aaj hamari first payment aa chuki hai chalo ab main aapko dikhata hun kitni meri first payment I Hai Jaise ki guy’s niche mein aap dekh sakte ho ye hai meri first payment.

My First Payment?

My First Payment?

jaise ki Abhi Apne screenshot mein aapane dekha ki meri YouTube se first payment kitni I hai yah aapke AdSense ke dollar ke upar depend karta hai ki aapke AdSense Mein kitne dollar hai usi hisab se aapke earning aaegi aur adson aapke dollar yani aapki payment ko tabhi aapke Bank mein transfer Karega jab aapke 100$ dollar aapke AdSense account mein ho jaate Hain.

My First Payment?
My First Payment?

100$ Dollar se pahle aapko aapka Paisa Nahin milega jab 100$ dollar Ho Jayenge to Vah aapke Bank main transfer Kar Diya jata hai jaise ki mere 100$ dollar se jyada the to Mujhe uska payment mil Gaya aapne dekha ki Mera first payment Kitna Aaya aur successfully yah Hamari series ka last part hai jismein ki humne successful tarike se ek YouTube channel banakar usse paisa kamaya.

YouTube series Successful Complete?

To is tarike se aapko kam karna hai, apne channel per aur agar aap pahli bar is post ko padh rahe ho to aap mere YouTube channel ko jakar jarur visit karna. playlist main aapko wo series mil jayegi jismein ki Maine aapko bataya hai YouTube channel banane se lekar paise kamane Tak ka full process.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *